Wednesday 10 June 2015

Hassas log



Hassas hona b is zamane main bara azaab hai, yahan jeene k lye hassas insaan ko kuch behis hona parta hai, magir mera khyal hai jo behis ho jata hai wo kabi hassas tha he ni. hassas insan kabi b behisi ki tarif ni jata balke wo apni hassasiat apne under he under dabata challa jata hai jo us ko deemak ki tara khati rehti hai, aor wo aise he challa jata hai aor phir log kehtey hain abi to us k jeene k din they, pata ni kya howa ......

0 comments:

Post a Comment