Ek dard sa utha hai, phir teri yaad aayi ho gi
jeene ki kya tamannaa kron jab yad teri ho gi
Betha rehta hon aksar esi intezaar mai
Kahin sai to tere aane ki ek kiran paida ho gi
Umer bar hazaar rastoon par rahe chaltey
keh Kisi ki manzil to teri manzil ho gi
hamari khwaishein be kya khwaishein thien
Na kisi nai samja yahan, na kisi ko samaj ay ho gi
Har doobtay howe sooraj k sath
tuje pane ki umeed b doobi ho gi
Es zamane k chall chalno ko dekh ker
Tu ne hum sai kinara kashi ki ho gi
Tere lye hazaar ghuttan raston par challa
K waqat ki ankh be num hoi ho gi

0 comments:
Post a Comment